Tum shehray mohbet kehtay ho hum jan bacha kar aye hainTum shehray mohbet kehtayHo hum jan bacha kar aye hainPathar k khudaPathar k sanamPathar k b insan paye hainTum shehray mohbet kehtayHo hum jan bacha kar aye hainBut_khana samjhtay ho jiskoPucho na wahan kiya halaat hainHum wahein sy lotay hainBus shukar karo lot aye hainHum soch rhay hain mudat syAb umar guzarain b to kahanSehra main khushi k phool nahiShehro main ghumon k sai hainHonto pay tabbasum halka saAankho main nami sy haiHum ahle mohabet pay aksarAisay b zamanay aye hainTum shehray mohabet kehtayHo hum jan bacha kar aye hain
Koi Samjhe Na Humko Beshak Par Aap To Samajhte HainKoi samjhe na humko beshak par aap to samajhte hainApna banaate hain mere har gham ko tabhi to hum sambhalte hainKhuda har ek khushi de aapko, har ek gham humko naseeb hoBas yehi dil mein sochkar har ek dua karte hain
Ye Jo Hai Hukm MereYe jo hai hukm merYeh jo hai hukam mere pas na aaye koiIs liye ruth rahe hain ki manaye koiTak mein hai nigah-e-shauq khuda khair kareSamane se mere bachata hua jaye koiHal afalaq-o-zamin ka jo bataya bhi to kyaBaat wo hai jo tere dil ke bataye koiAapane 'dag' ko muh bhi na lagaya afsosUs ko rakhta tha kaleje se lagaye koiHo chuka aish ka jalasa to mujhe khat bhejaAap ke tarah se mehaman bulaye koi
Sun To Sahi Jahaan MainSun to sahi jahaan maiSun to sahii jahaan main hai teraa fasanaa kyaaKehti hai tujh se khalq-e-khudaa gaibanaa kyaZina saba kaa dhundati hai apni musht-e-khaakBaam-e-baland yaar ka hai astana kyaAati hai kis tarah se meri kabz-e-ruuh koDekhun to maut dhund rahi hai bahana kyaBetaab hai kamal hamara dil-e-azeemMahmaan saray-e-jism ka hoga ravana kya
Sun To SahiSun to sahSun to sahi jahaan mein hai tera fasana kyaKehti hai tujh se khalq-e-khudaa gaibanaa kyaZina saba kaa dhundati hai apni musht-e-khaakBaam-e-baland yaar ka hai astana kyaAati hai kis tarah se meri kabz-e-rooh koDekhun to maut dhund rahi hai bahana kyaBetab hai kamal hamara dil-e-azeemMehmaan saray-e-jism ka hoga ravana kya
Ai Kaash Tujhe AisaAi kaash tujhe aisAi kaash tujhe aisa ik zakhm-e-judaai dunJab tees koi chamke main tujhko dikhayi dunJis roz kabhi tera deedaar na ho paayeMain apni hee aankhon ko naabeena dikhayi dunMagroor hai tu kitna sirf ik sanam ban karTu chahe to main tujhko tan man kee khudai dunTujh sa koi dil wala mehsoos kare mujhkoMain geet nahi aisa jo sab ko sunayi dunIk umar ke baad apne chit chor ko pakda haiMain kaise qateel usko baahon se rihayi dun